Ayee jiggida jiggida
Ayee jiggida jiggida
Ayee jiggida jiggida
Ayee ayee jiggida jiggida
Hoo koi keh do taar’on ko itna na jhuke
Suraj mombati bann meri raat’on mein jaley
Har manzil besa’bari se das’tak hai kare
Lakeer’ein haath’on ki meri marzi pey mude
Kora kagaz diya hai hath’on mein merey
Pehan ke jaau jo bhi wese dinn honge merey
Yaar langtotiya hain yeh..
Khuda bhi jo mera karta hai hamesha,
Jo bhi mann mein hu merey
Ayee jiggida jiggida
Ayee jiggida jiggida
Ayee jiggida jiggida
Ayee ayee jiggida jiggida (x2)
Merey ishaar’on pey hi hote hain saverey
Merey ghar ki chat pey hi to leta chanda pherey
Merey ishaar’on pey hi hote hain saverey
Merey ghar ki chat pey hi to leta chanda pherey
Khwahish’on ki dukan pey
Mera khata hai chalta ji
Kismat ka bhi to choga
Merey nap se kat’ta banta hai ji
Oon ke gole jesi
Raahein khulti asi
Merey pair’on ke tale
Meri manzil hogi agar
aj yahan se behtar
Khud se hi ake wo to
Merey pichey doude chaley
Ayee jigda jigda
Ayee jigda jigda
Ayee jigda jigda
Ayee ayee jigda jigda (x2)
Mujse jo hain bhale wo
Karte 100 paintare jo
Lagta nahi unse darr mujko..
Roko chakke ki jaam se
Main to bhai kud’fand ke
Kar dunga age yaar main khudko
Danv ke pench lekey
Pala zoron se khench key
Kas dunga main jeet ke main purjey
Mujko zameen pey baandho
Karlo door aasmaan ko
Main to fir bhi ud jau furr sey
Ayee jiggida jiggida
Ayee jiggida jiggida
Ayee jiggida jiggida
Ayee ayee jiggida jiggida (x2)