Ley aayi hai beete hue
Lam’hon ko fir haan ye zindagi
Yu beraham si ho gyi
Lene chali jaan ye zindagi
Khudaa kyu ruth gya mujse
Nahi tha bair mera tujse
Kyu tune chheen liya mujse
Mera jahaan…
Aye Khudaa (Khudaa…)
Tu btaa (btaa…)
Ley aayi hai beete hue
Lamhon ko phir haan ye zindagi
Yun beraham si ho gyi
Lene chali jaan ye zindagi
Khudaa kyu ruth gya mujse
Nahi tha bair mera tujse
Kyu tune chheen liya mujse
Mera jahaan…
Aye Khudaa (Khudaa…)
Tu btaa (btaa…)
Ye kya kiyaa Khudaa… haaye!
Ye kyu kiyaa Khudaa…
Btaa mere Khudaa…
Thi kya meri khata…
Be’jaan si, hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Ye kya kiyaa Khudaa… haaye!
Ye kyu kiyaa Khudaa…
Btaa mere Khudaa…
Thi kya meri khata…
Umeed hai tuti hui
Tanhai’yon ka dor hai
Hai khwaish’ein bikhri hui
Khamoshi’yon ka shor hai
Bula ley apne paas mujhe
Naa aye jeena raas mujhe
Kyu tuney chhen liya mujse
Mera jahaan..
Aye Khudaa (Khudaa…)
Tu btaa (btaa…)
Ye kya kiyaa Khudaa… haaye!
Ye kyu kiyaa Khudaa…
Btaa mere Khudaa…
Thi kya meri khata…
Be’jaan si hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Ye kya kiyaa Khudaa… haaye!
Ye kyu kiyaa Khudaa…
Btaa mere Khudaa…
Thi kya meri khata….
Aa…