Meri kismat k har 1 panne pey
Merey jite ji bad marne k
Merey har 1 kal har 1 lamhey mein
Tuu likh dey mera usey
Har kahani mein sare kisson mein
Dill ki duniya k sacche rishton mein
Zindagani k sare hisso mein
Tuu likh dey mera usey
Ayee Khuda ayee Khuda jabb bna uska hi bna
Ayee Khuda ayee Khuda jabb bna uska hi bna
Uska hun uss mein hun uss se hun
Usi ka rehne dey
Main toh pyasa hun hai
Dariya wo zaria wo jine ka merey
Muje ghar dey gali dey shehar dey
Usi k nam k
Kadam ye chale ya ruke ab usi k vaste
Dill muje dey agar dard dey uska par
Uski ho wo hasin gunje jo mera ghar
Ayee Khuda ayee Khuda jabb bna uska hi bna
Ayee Khuda ayee Khuda jabb bna uska hi bna
Merey hise ki khushi ko hasi ko
Tuu chahey adha kar
Chahey lele tuu meri zindagi par
Ye mujse vada kar
Uske ashkon pey gum’on pey dukhon pey
Har uske zakhm par
Hak mera hi rahe har jagah har ghadi han uamr bhar
Abb fakat ho yhi wo rahe muj mein hi
Wo juda kehne ko bichdey na par kabhi
Ayee Khuda ayee Khuda jabb bna uska hi bna
Ayee Khuda ayee Khuda jabb bna uska hi bna
Meri kismat k har 1 panne pey
Merey jite ji bad marne k
Merey har 1 kal, har 1 lamhey mein
Tuu likh dey mera usey
Ayee Khuda Ayee khuda
Ayee Khuda Ayee khuda