Hmmmm…………….
Bekhayaali mein bhi tera hi khaayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faaslee bhi tere bemisaal aayee
Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa milaa
Kyun khwaab tod doon oo…..
Bekhayali mein bhi tera hi khaayaal aaye
Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
Thoda sa main khaafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajaah hi malaal aaye
Hai ye tadpan, hai ye uljhaan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai annban
Bante kyun ye Khuda mere hmmm…..
Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jaalun…
Ye nakaam pyaar mein
Khush hain haar mein
Inn jaisa kyun banun oo…….
Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai
Bekhayali mein bhi tera hi khaayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Nazar gira de har ik manzar
Rett ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Aa zamaanee aazmale roothta nahin
Faaslon se hausla ye tootta nahin
Naa hai woh bewafaa aur na main hoon bewafaa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahin…