Fir se milne ki jahaaan pe
De gayee the tum kasam
Dekh lo aaker wahin pe
Aaj bhi baithe huye he hum
Tumhaare the tumhaare he
Tumhaare hee rahenge hum
Tumhaare the tumhaare he
Tumhaare hee rahenge hum
Muddate bhee chand lamho
Jaesi lagti he sanam
Baat hee aesi tumhaare
Ishq me kuch he
Mere humdum
Tumhaare the tumhaare he
Tumhaare hee rahenge hum(X2)
Vaada tha kab ka
Ab jake aayeee
Fir bhi ganeemat aayee to he
Vaada tha kab ka
Ab jaa ke aayee
Phir bhi ganeemat aaye to he
Aaiye aaiye shauk se aaiye
Aaiye aake iss bar na jaiyeee
Bichadh k bhee humsafar se
Wafaa jo kr paaye he
Iss aatish k samandar se
Wahin to guzar paaye he
Nahin mili heer to kya
Rahe usi ke vo fir bhi
Tabhi ranjhe wahi sach maayne me
Kehlaaye he
Kehlaye he ..
Wahi sachhi mohabbat he
Kabhi hoti nahi jo kam
Tumhaare the tumhaare he
Tumhaare hee rahenge hum
Vaada tha kab ka
Ab jaake aayee
Phir bhi ganeemat aaye to he
Vaada tha kab ka
Ab jaa ke aaye
Phir bhi ganeemat aaye to he
Aaiye aaiye shauk se aaiye
Aaiye aake iss baar na jaiye.