Aashiq mijaaz by Hard Kaur, Aman Trikha – [The Shaukeens]

Aashiq Mizaaj lyrics from The Shaukeens :The song is sung by Aman Trikha & Hard Kaur and music is composed by Hard Kaur.

Singer: Aman Trikha, Hard Kaur

Lyrics: Siddharth Banerjee

Music: Hard Kaur

Music Label: Zee Music Company

Aashiq Mizaaj lyrics

Aashiq mijaaz by Hard Kaur, Aman Trikha – [The Shaukeens]

They serious, they ain’t joke
In moi action-less toe
In no nonsense no
Go teen when they saw paradise, shaukeen
Shaukeen.. paradise
Shaukeen.. paradise
Shaukeen.. paradise..
C’mon now

Fail kia tha meney university
Kyu’ki bahut busy tha main karne me ashqi
Fail kia tha meney university
Kyu’ki bahot busy tha main karne me ashqi
Mera nada hai dheela, Ye jante sabhi
fir bhi aj bhi busy hun karne me ashqi

Ab to bandi dekh ki hi samaj jata hun baat ko
Aayegi ki nhi aayegi wo raat ko (x2)
Ab to bandi dekh ki hi samaj jata hun baat ko
Degi ya na degi wo mohobbat aadhi raat ko
Aashiq mijaaz, aashiq mijaaz
Aashiq mijaaz hum yo
Aashiq mijaaz, aashiq mijaaz
Aashiq mijaaz hum yo

Compliment kese dena hai, kon fasegi kese
Kon na ishaq lda paye hum lde hain jese
Kali gori, patli moti.. ladki sab fantastic
Shayar casanova,
Hum hain 24 ghante full romantic
Kisi k nain’o me jadoo hai, kisi k gaal gulabi
Kisi ki chaal me masti hai toh kisi hoth sharabi
Abb to cutie dekh k hi dbaa deta hun gaal ko
Machli fans jayegi ase fenkunga me jaal ko
Abb to packing dekh k hi
Samaj leta hun maal ko
Ladki ka main haal bta dun
Dekh k uski chaal ko

Ashiq mijaaz, aashiq mijaaz
ashiq mijaaz hum yo
ashiq mijaaz, aashiq mijaaz
Ashiq mijaaz hum yo

Hey.. dekh liya hai meney puri country
Kyu’ki sikha nhi meney kuch sivaay ashqi (x2)

Meney husan pe gavai sari zindagi
Kyu’ki baki kisi ko samaj na aye ashqi
Ab to titli dekh k hi samaj jata hun bat ko
Ud jayegi ya chipak jayegi meri heart ko
Ab to khushboo soong k hi kar leta hun baat wo
Sunkar jisko rok na payegi tu apne aap ko

Aashiq mijaaz, aashiq mijaaz
Aashiq mijaaz hum yo
Aashiq mijaaz, aashiq mijaaz
Aashiq mijaaz hum yo (x2)

Facebook Comments
2019-02-18T19:11:59+00:00 December 7th, 2018|Hindi|0 Comments