Jaan ley ki kis’mat ne ban’te hai
raah’on mein kan’te hain
Or main bhi hu zidi aun kis’mat ke ade
Naa rokey ru’koon, tuu gira main oothu
Pin’jre tod’kar fail’aunga main par
Tujme jitna hai zor tuu lga ley magar
Has ke kat jayega, na jhukegaa ye sarr
Jaan ley ki kis’mat ne ban’te hai
Raah’on mein kan’te hai..
Naa rokey ru’koon tuu gira, main oothu..
Reg’za’ron mein, aag hai jitni
Hai lahoo kholta mera inn rag’on me fir bhi
Khak’saron ko, khak hi kafi
Raas mujko hai khamoshi meri
Bezu’baan kabb se main raha
Begunaah seh’ta main raha
Bezu’baan kabb se main raha
Begunaah sehta main raha
Jaan ley ki kis’mat ne ban’te hai
Raah’on mein kan’te hai..
ki ki kis’mat ne ban’te hai
Raah’on mein kan’te hai..
100 sa’waal hain
100 hai laa’nate
Mere tarano pey
Lagi hai kaa’likhe
Lakh sapno ki
Rakh haath’on mein
Suni ankh’on mein jalti umeed hai akhri
Na mila moka, na mili mafi
Kehdo kitni saza or baki
Bezu’baan kabb se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezu’baan kabb se main raha
Begunaah sehta main raha
Jaan ley ki kis’mat ne ban’te hai
Raah’on mein kan’te hai..
Main bhi hu zidi aaun kis’mat ke aade
Naa rokey ru’koon tuu gira main oothu
Pin’jre tod’kar failaunga main par
Tuj’me jitna hai zor tuu lga ley magar
Hans ke kat jaaye’ga, na jhuke’ga ye sar