Chali Kahani by Sukhwinder Singh, Haricharan & Haripriya – [Tamasha]

Chali Kahani Lyrics from Tamasha :Chali Kahani is song from the movie Tamasha, sung by Sukhwinder Singh, Haricharan & Haripriya, composed by A.R. Rahman & written by Irshad Kamil.

Singer: Sukhwinder Singh, Haricharan & Haripriya

Lyrics: Irshad Kamil

Music: A.R. Rahman

Music Label: T-Series

Chali Kahani Lyrics

Chali Kahani by Sukhwinder Singh, Haricharan & Haripriya – [Tamasha]

Tirrkit taal sey lo chli k’haani
Pan’ghat kaal sey lo chli k’haani
Ho.. sarpat daurti hai fakat jubani
Chhut-put ashiqui mein dhali k’haani

Angin saal sey hai wohi purani
Terey merey ishaq ki ye nayi k’haani
Aati kaha sey hai ye jaati kaha kya ptaa..

Woh.. aa…

Ye Chenab ka dariya hai
Ye ishaq sey bhar’ya
Woh lehar’on pe bal’khati
Mahiwal sey milne jaati
Woh naam ki Sohni bhi thi
Mahiwal ki honi bhi thi

Lekin bhaye kans ka tha usko (toh phir)
Vasudeva ne Kaan’ha ko (lekar!)
Jamuna sey paar lagaya..
Dariya sey toh Firon ki behna ne phir Moosa uthaya

{ sargam }

Chli k’haani, chli k’haani
Chli k’haani, chli k’haani
Chli k’haani, chli k’haani
Chli k’haani.. (x2)

Tirrkit taal sey lo chli k’haani
Pan’ghat kaal sey lo chli k’haani
Sarpat daudti hai fakt jubaani
Chhut-put aashiqui mein dhali k’haani

Angin saal sey hai wohi purani
Terey merey ishaq ki ye nayi k’haani
Aati kaha sey hai ye jaati kaha kya ptaa..

Birha ka dookh kahe ho ban’ke
Dikhe mohe tu hi jiya mein jo jhaanki’ye
Pal pal ginti hun athon hi pahar
Kitne baras huey mohe haan kiye
Naina niharo more bhor sey jhare
Preet mori piya baat’on sey na aanki’ye
Main hi mar jau ya mare dooriyan
Dooriyon ki chadaron pe yaad’ein tanki’ye

Woh uthaa virodhi parcham
Mughal-e-azam ko tha ye gham
Shehzada mohabbat karke
Izzat ka karega kachram bhasam
Troja ki thi Helen
Tha itni rakshaa mein Ravan
Antat bhi’shan yudhum krandan
Mera to Ran’jhan Mahi Ran’jhan Ran’jhan!

Facebook Comments
2019-02-22T16:58:07+00:00 January 9th, 2019|Hindi|0 Comments