Chand aas’mano se laapata ho gya
Chal ke mere ghar mein aa gya, aa gya
Main khush’kismat hun bakhuda iss tarah
Ho jaye puri 1 dua jis taraah
Terey bin meri jana kabhi
1 pal bhi guzara nahi
Teri arzu ne khud se begana kar diya
Chand aas’mano se lapata ho gya
Chal ke mere ghar mein aa gya, aa gya
Mene tuje tohfe mein ye dill diya
Tune muje badle mein ye jahaan diya
Main hi janu, tu hi jane jo hai darmi’aan
Tujh’se hai meri jana ghar ye aashi’aan..
Terey bin meri jana kabhi
1 pal bhi guzara nahi
Teri aarzu ne khud se begana kar diya
Chand aas’mano se laapata ho gya
Chalke mere ghar mein aa gya, aa gya
Toone mere rast’on ko manzil kiya
Tuje pake zindagi ko hasil kiya
Terey liye hai ye sans’ein, tay kar liya
Tu hai toh hai ye kahani, mere sath’iya
Terey bin meri jaana kabhi
1 pal bhi guzara nahi
Teri aarzu ne khud se begana kar diya
Chand aas’mano se lapata ho gya
Chalke mere ghar mein aa gya, aa gya